Friday 1 August 2014

Lyrics of Kuch Toh Hua Hai Song Lyrics

Kuch Toh Hua Hai - Ankit Tiwari - Singham Returns | MP3 VIDEO DOWNLOAD

 Lyrics of Kuch Toh Hua Hai Song Lyrics



Raaton ko apni palkon se
Khwaab sajane do, 
khwaab sajane do
Phir khwaabon ko aankhon se,
Neend churana do

khamoshiya rakhti hain, 
apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

Kuch toh hua hain, 
ye  jo hua hain
Jo na pta hain, 
ye kya hua hain
Kuch toh hua hain, 
samjho kuch samjho na

Jo kadam kadam Chaluu, 
tujhe hi tai karoon main
Saansein band kar tujhe oddh loon
Tu khyaal sa mila hai jisko ginn saku mai
Aadaton mein tujhe jod loon

Tujh se roshan raatein saari
Tujh pe hi khatam baatein saari
khamoshiya rakhti hain, apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

Kuch toh hua hain, ye  jo hua hain
Jo na pta hain, ye kya hua hain
Kuch toh hua hain, samjho kuch samjho na

Tujhe ek baar pyaar se jo choo saku mai
Waqt ko phir wahin rok doon
Phir dil machal ke  ko bhool jaaye
Dhadkano ka safar chodd doon

Tune di hai, 
saari khushiyaan Tune hai, 
toh hai meri duniya
khamoshiya rakhti hain, 
apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

Kuch toh hua hain, 
ye  jo hua hain
Jo na pta hain, 
ye kya hua hain
Kuch toh hua hain, 
samjho kuch samjho na

0 comments:

Post a Comment